Dosto jai RCM,
Kal dharne par bahno se rakhi bandhwa kar fir se maine apna vada dohraya.
Maine jo vada jaipur dharne me kiya tha, main usse pura karunga, aur mujhe jahan efforts karne hain main waha kam kar raha hoon.
Bas itna batana chahta hoon aapki mange bilkul jayaj aur chhoti si hain, lekin sarkar ki majbooriyo aur kuchh logo ki ranjisho ne isse bahut bada bana rakha hai.
Apke lagatar sakaratm

ak pryas se sabhi RCM ko janane lage hain aur kathit tor pe sahi maan rahe hain.
Isliye Mujhe abhi jo samajh me aa raha hai aapko padh kar takleef to hogi lekin itna samay jo sarkar ne aapki samsya ko suljhane me laga diya hai, yah aap sab ke liye bahut achha sabit hoga, Jab hum jeet ka jashn manayenge tab apko khud hi clear ho jayega.
BY - SHYAM KORANI JI (RAJASHTHAN CONGRESS)

Inshahallah,jeet to hum manayenge.best rcmbusiness;sonu sheikh narkher
ReplyDelete