सूत्रों के मुताबिक जोधपुर हाईकोर्ट में आर.सी.एम् सम्बंधित अगली सुनबाई 8 February 2012 को होना हैं |
CLICK ON IMAGE TO ENLARGE IT
कारन
26 - 29 JAN 2012 को कौर्ट की छुट्टिय हैं ,
31 JAN को वकीलों का हरताल होता हैं हर महीने के अंतिम दिन,
1 - 2 FEB को भी किन्ही कारन वश छुट्टी बताई जा रहीं हैं (इसकी पूर्ण उम्मीद नहीं हैं)
4 - 5 FEB को भी कौर्ट की छुट्टिय हैं
अंततः 8 FEB 2012 का दिन मिला हैं हमारे केश की सुनवाई के लिए |




SIR, YE KANUN WALE SIRF HAME TARIKH PER TARIKH DE KAR SAMAY KO JAYA KAR RAHA HAI, AGAR RAJSTHAN ME SUNWAI NAHI HO SAKTI TO KYON NA HAM "SUPREME COURT" ME HAM GUHAR LAGAYE, AB DHAIRYA KA SABAR TUT RAHA HAI JARA SOCHE 2 MAHINE SE COMMISSION NAHI AAYA HAI KYA HAMARA HOUSE MALIK RUK SAKTA KYA HAME DUKAN SAMAN FREE ME DE SAKTA AUR JO NUKSAN HO RAHA HAI WO KAUN BHARPAI KAREGA SIR DIL ME JO AAG DABI HAI IS CHOTI BOX ME NAHI LIKHA JA SAKTA AGAR LIKHNA CHAHU TO KAM SE KAM EK KITAB LIKHI JA SAKTI HAI
ReplyDeleteJAI RCM
RAMASHISH SAHU
NEW DELHI
9968225775
Dont worry be happy .best rcmbusiness,;sonu sheikh narkher dist.nagpur
ReplyDeleteDear RCM Family, mainey apni wife ko 24/12/11 ko RCM join karwa diya hai... kyokee mujhey maloom hai... Ab un sab kee PIN badlengee jo is waqt main RCM ke sath kadam se kadam mila kar chal rahe hai....
ReplyDeleteMera naam Dharmender Chouhan hai, kal hamare yahan Jaitpur-Delhi main senior leader's ne meeting kee, kafi acchaa laga, seekhney ko bhee bahot kuch mila.
Khas baat ye hai:> Humey dheeraj dharna hai. Kafi jagah sun rahoo hoo mera commission nahi aaya hai. Jaroor aapko paresani ho rahi hai or ye paresani aab khatam hone wali hai... Us pal ka ahsaas kare kee aapkee ekathee income aa rahi hai... 5000 hai to pandra 15000 hai to 45000/- wowwwww... wo din dur nahi hai dosto dekho aa chuka hai...
Vijay Ka Din Aa Gaya Hai Satheeyo...
Vijay RCM - 9990848941
JAB DUSMAN RCM KE PICHCHE LAGA HUYA HAI, TO DATE PAR DATE TO PAREGA HI,
ReplyDeleteJai RCM
VINOD KUMAR
CHHOTI PAHARI, PATNA.
Inshah allah sub achha hone wala hai , best rcmbusiness.;hai aur rahega ,sonu sheikh narkher dist.nagpur ; shukriya allah tala ka rcmstar ke rup main ek margdarshak mila hai warna itni sukhad jankaari hame kaise malum hoti .thanks to all of you.
ReplyDeleteJai Rcm, mere bachchon ki padhai band ho sakti hai kon ki mere paas koi alag rojgar karne ka raasta nahi hai. Rcm mera future hai. ---Sudama Roy, kolkata (9239195348)
ReplyDelete