Respected sir
jai rcm,
main pareshan nahi hun.mai janta hun ki RCM ek pawitra kaam hai.
Rcm kya hai-----
rcm ek abhiyaan hai.
Rcm ek sonch hai.
rcm sapna dikhata hai.aur
rcm sapne sajata bhi hai.
RCM aandhi hai tufan hai.
MAAF KIJIYE GA SIR
aaj main apne aap ko nahi rok paa raha hun main kasam khata hun ki jis din vijay hogi.uske baad se pure hindustan ko nahi chhodhuga.sabko join karaunga.mujhe is baat ka behad afsos hai ki kaas yah kaam main pahale puri kar deta taki aaj hume ye pareshani nahi jhelni parti.main pure world ko jitunga sir.sare duniya ko apne takat ka ehsaas karana hai.jai rcm
KATTAR SAMARTHAK-----



Tarik pe tarik ab iske liye sunny paji ko bulana padega .
ReplyDelete